kya aap ek nae tareeke se ENGLISH seekhane ke lie taiyaar hai ?
SPOKEN ENGLISH 7.0 ek aisi dawai hai jisko agar aap regular 3 months tak lange to apki English se darne or English nahi bol pane ki beemaaree jar se khatam ho jaegee.
SPOKEN ENGLISH 7.0 aapake lie hai ya nahin yah jaanane ke lie aapako apane aap se kuchh savaal poochhane honge:
agar in sab mein se kisee bhee question ka javaab ha (yes) hai to SPOKEN ENGLISH 7.0 shirf or shirf aapake liye hee hai
hum guarantee dete hai ki aap english jarur bolange lakin Agar aap SPOKEN ENGLISH 7.0 Ki tranning ke bad english nahi bol pate hai to hum apko course free return kar denge. Lakin ye offer shirf or shirf limited time ke liye hi hai to jaldi se jaldiapni seat book kar le.
Hum katihar me pichhale 7+ years se spoken english ki training de rahe hai or humane kafi sare logo ke english nahi bol pane ke problem ko solve kiya hai phir chaahe wo student ho, parents ho, businessman ho, ya koi working professional ho. or kafi sare logo ne english shikh ke interviews bhi crack kiye hai. In 7+ years me humane kuch chize notice kiya jaise ki log english to shikh late hai lakin agar wo kahi bhar (out of the state) jate hai ya phir english me koi videos dekhate hai to wo shamajh nahi pate hai ya agar unko kisi bhar (out of the state) ke logo se bat karni ho to wo bhaut sare words ko shamajh nahi pate hai. Or aisa is liye hota hai kyu ki aaj kal ke is badalti duniya me bhaut kuch badal chuki hai or thik isi tarah english bolne ka tarika bhi badal chuka hai jaise ki phale hum papa ko english me dad bolte the lakin aaj kal bhaut se log dad ko pop ya pa bhi bolte hai. To isliye aab hume bhi english ko ek naye tarike se shikhne ki jarurat hai or isliye humane spoken english 7.0 ki surat ki hai jha hum apko real way of communication matalb ki english bolne ka shai or naya tarika shikhate hai or wo bhi shirf 3 months me.